badan juda hote hain, dil toh juda nahee hote kaise juda karenge, log khuda nahee hote (pyar ke aage parbat kya hai ambar bhee jhukta hai, pyar nahee rukta hai - (2)) - (2) pyar nahee rukta hai
pyar masiha sab se bada hai, lakh dava kee ek dava hai puree hokar hee rehatee hai - (2) pahaunche khuda tak yeh woh duwa hai badan juda hote hain, dil toh juda nahee hote kaise juda karenge, log khuda nahee hote pyar ke aage parbat kya hai ambar bhee jhukta hai, pyar nahee rukta hai - (2) pyar nahee rukta hai
rehke pawan jagha pe bhee yeh, pyar toh pawan nahee rehta hai kichad wale ganga jal ko -2, jag ganga jal hee kehta hai badan juda hota hain, dil toh juda nahee hote kaise juda karenge, log khuda nahee hote pyar ke aage parbat kya hai ambar bhee jhukta hai, pyar nahee rukta hai - (2) pyar nahee rukta hai - (3)
ԿԻՍՎԵՔ ԸՆԿԵՐՆԵՐԻ ՀԵՏ